Hello friends ....
You are most welcome ....
Dosto aapko time ke bare me to pta hi hoga but aap ko time se jure mystery ke bare mai bta RHA hu. Toh dosto keep reading this blog.....
Dosto pre historic life mai human time ko nhi measure karta tha uske liya time WO hi tha Jo nature me tha uske liye time ek cycle ki traha tha Jo recycle hota rheta tha .
fir baad me human civilization ne calander banaye alag alag civilization me alag alag calander banaye fir unke liye fine ek nischit time se shuru hokar continue flow wali river ki trha ban gya Jo kabhi rukta nhi.
Ab time ek cycle nhi rhe gya tha balki yahe ek river ki traha ho gya jiske andar nature ki process hoti rheti h aur nature k sare process is time ke chitae se part me repeat hotae rhatae h iska matlab yeh h time shuru se chal rha h aur nature ke all process ek cycle hai. Jis time ko hum measure bhi kar saktae h asani se .
Dosto science humare is najariye ko bhi kharij kar rhi h. Kyoki Albert Einstein ki theory of relatively se ye pta chalta hai ki is river ke flow ko bhi kam kiya ja Sakta h. Hi ha dosto ye thora ajeeb h but ye sach h light ki speed aas pas travel karne par apke liye time slow chalne lagta h.
Yani dosto agar aap light ke speed se clalne wali train me travel kartae h to app ki watch slow ho jayagi.
Agar mai quantum physics ki baat kru to wha par time ki reality kuch aur h wha par time koi matlab nhi hota quantum ( bhout chotae particle ki physics) har particle rules torta h time ka wha par koi bhi small particle ek hi time mai kai jagha ho Sakta h. Aur gayab bhi ho Sakta h , suddenly kai se bhi aa Sakta h.
But agar hum in Sab ko dhayan se soche to ek baat najar aati h ki time kuch nhi hai kyoki agar kisi chej mai koi change ho RHA h to time varna time nhi h. Example. Agar kisi paper ko ek room mai 1 year ke liye band kar diya jye to ho sakta hai paper yellow ho jaye fir hum khange 1 year mai paper old ho gya lakin yadi paper mai koi bhi change nhi ho to hum time nhi bta payangae .
Hum Jo time measure kartae h change ke base par karte h agar
No comments:
Post a Comment