Monday, September 4, 2017

Steps to achive anything

Namaskar dosto
Aaj mai aapko apni life kuch bhi achive karnae ke liye basic steps batane wala hu. Jinka use karke aap bhi apni life me kuch bhi achive kar saktae hai . iske liye ye   4 steps aapko follow karne hongae .




Step 1 Clearly decide :- kai bar log kisi bhi chej ko achive karne ke liye wish karate hai jaise ki mai ye car lena purchase karna  chata hu , mai bhout sare paise  kamana chata hu, mai ye ghar ghar purchase karna  chata hu , lakin unhe ye pta nhi hota hai vo aisa kyo chatae hai. Fir unhe wo achievement milne par bhi uski value nhi pta hoti hai.

Aap apne aap se ye 3 saval puchkar clearly decide kar saktae hai –
1.      Why  - mai ye kaam kyu chata hu. ex. mai exam mai ache maks kyo lana chata hu, mai busnisss kyo  karna chate hu, mai parna kyo chata hu, mai singer kyu banana chata hu etc.
Apko apne aappse clear reason puchna hoga. 


2.       When – why clear hone ke baad aapko apne aap se ye saval puchna hoga kub tak mai ye kam kar lunga . aapko  ek date fix karni hogi jab tak  aap ye kam pura ka lange  Ex. 2017 ke ant tak ye car khareed lunga  , 2020 tak mai ek singer ban jayunga etc.




3.      How much :- kuch bhi achive karne ke liye aapko ye pta hona chiye aap kitna achive karna chatae hai. Ex. Mai india ka sabsa bara singer banna chata hu ya world ka sabse bara singer banna chata hu, mai 20 lakh rupee kamana chata hu, etc.




Step 02 A strong desire:- agar aapka why, When, How Much  bhi clear hai , aur apka us kaam  mai koi desire nhi hai , jara sa bhi man nhi hai to aap vo kam start bhi nhi kar payogae, aur start bhi kar liya to continuous us par nhi rhe payogae . aur agar pura hone par bhi  ho jaye to aapko kuch bhi achive nhi hoga. Apko keval wish nhi karna hai , apko desire rakhna hai. Tabhi app us achievement ko achive karne ke liye  eligible ban payoge. . Maximum log wish karate hai Ex. Kash mre pass 1 caror rupyes aa jaye  aur strong desire wale log khetae hai 1 caror rupye to mai kama kar hi rhayunga  fir chaye mujhe uske kuch bhi karna pare .



Step 3 create a plan :- apko apni intelligence ke hisab se ek paln banana hai. Jaisa bhi aap bna saktae hai,apki intelligene  ke hisab se jo rasta apko shi lagta hai vo plan aap bna saktae hai.
 Ye jaruri nhi hai apka plan perfect hoga. Kyoki koi bhi plan perfect nhi hota. Ye plan aisa hona chiye jo apki samajh mae aaye . jisse aap asani se turent hi start kar sake. Plan tayar hone ke baad aap us par turent kam karna start kar degye. Is plan mai apko likhna hoga mujhe kya- 2 action lane hai aur kub – 2 lane hai apne desire tak phouchne ke liye.  ye bhi jaruri nhi apka plan jaisa phale tha baad me bhi vasa hi rhega. Kyoki apki intelligence  change ho jati hai samaye bitne ke sath , but apka desire aur goal change nhi hona chiye.



Step 04 Read it Daily :-  is step mai   aapka banaya hua plan apko daily read karna hai .   isse  aap apne plan mai apni intelligence ke anusar modification bhi kar saktae hai aur apka mind is plan ke anusar program hoga .  agar app step 4 follow  nhi krange to step 1,2,3 bhul jayange. Aur kuch nhi kar payange . step 1,2,3 mai app apne anusar kam karange aur  step 4 apko  step 1,2,3 ke anusar kam karna hoga. in steps  jaisa mai aap kam karange aap vase hi insane ban jayege.



Dosto  agar apko ye Blog pasand aaye like kegye, apne views comment karke bataye , apne friends aur family ke sath share kare .  Subscribe kere .

Aur Blog Pharne dekhne ke lye Dhanyabad.  



Wednesday, August 2, 2017

Reality of time

Hello friends ....
You are most welcome ....
Dosto aapko time ke bare me to pta hi hoga but aap ko time se jure mystery ke bare mai bta RHA hu. Toh dosto keep reading this blog.....

Dosto  pre historic life mai human time ko nhi measure karta tha uske liya time WO hi tha Jo nature me tha uske liye time ek cycle ki traha tha Jo recycle hota rheta tha .
fir  baad me human civilization ne  calander banaye alag alag civilization me alag alag calander banaye fir  unke liye fine ek nischit time se shuru hokar continue flow wali river ki trha ban gya Jo kabhi rukta nhi.
Ab  time ek cycle nhi rhe  gya tha balki yahe ek river ki traha ho gya jiske andar nature ki process hoti rheti h aur nature k sare  process is time ke chitae se part me repeat hotae rhatae h iska matlab  yeh  h time shuru se chal rha  h aur nature ke all process ek cycle hai. Jis  time ko hum measure bhi kar saktae h asani se .
Dosto science humare is najariye ko bhi kharij kar rhi h. Kyoki Albert Einstein ki theory of relatively se ye pta chalta hai ki is river ke flow ko bhi kam kiya ja Sakta h. Hi ha dosto ye thora ajeeb h but ye sach h light ki speed aas pas travel karne par apke liye time slow chalne lagta h.
Yani dosto agar aap light ke speed se clalne wali train me travel kartae h to app ki watch slow ho jayagi.
Agar mai quantum physics ki baat kru to wha  par time ki reality kuch  aur h wha par time koi matlab  nhi hota quantum ( bhout chotae particle ki physics) har particle rules torta h time ka wha par koi bhi small particle ek hi time mai kai jagha ho Sakta h. Aur gayab bhi ho Sakta h , suddenly kai se bhi aa Sakta h.
But agar hum  in Sab ko dhayan se soche to ek baat najar aati h ki time kuch  nhi hai kyoki agar kisi chej  mai koi change ho RHA h to time varna time nhi h. Example. Agar kisi paper ko ek room mai  1 year ke liye band kar diya jye to ho sakta  hai paper yellow ho jaye fir hum  khange 1 year mai paper old ho gya lakin yadi paper mai koi bhi change nhi ho to hum  time nhi bta payangae .
Hum Jo time measure kartae h    change ke base par karte  h agar

Friday, May 19, 2017

How to make money online

Hello Friends...

aaj mai aapko online real money kaise earn kartae hai , iske rastae batane wala hu. Dosto online money earn karna bhout assan hai  , but isme thora patient banye rakhna hoga  kyoki agar mai kahu aap rato-rat rich ho jayogae to ye galat hai. ek din jayror aayaga  aap rich ho jayoge but iske liye aapko tab tak ka wait karna hoga. 
online money making ek bhout acha rasta hai kyoki isme app daily 2-3 hours work kargae tab bhi bhout acche paise kama saktae ho.

REQUIREMENTS:-    Online money making ke liye aapke pass ye chejae honi chiye.


  1.  PC ya Laptop Ya koi Bhi acha  Smart Phone.
  2. a good  Internet Connection
  3. Daily 2-3 hours free  time.         

Money Making Ways

  • Earn from google :-   Dosto agar apke pass internet par koi accha  Blog ya website ya YouTube                                   Channel hai to google se money earn kar saktae hai. Iske liye aapko                                            google adsense par logon karke money Earn kar saktae ho.  

  • Earn From PTC :-  PTC site par bhi app paise earn kar saktae  hai . isme aapko ad ko dekhna aur click karna hota  hai aur PTC website ke target pure  karne  hotae hai. 

kuch  Top PTC WEBSITES  ye  hai....


1. clicksence
2. wad.ojooo
3. newbox
4. paidverts

  • Earn From Short Links :-   dosto aap short link se bhi online money earn kar saktae h, isme aapko koi bhi link ko kafi short kar saktae h. Aur  jab aap is link ko share kartae h aur  aapkae friends link open karte h to 10-15 sec ki ads play hoti h, isse aapki income hoti h.
  • Kuch  Top short link websites....
1.  shortest.st

Thursday, May 11, 2017

How to make fast your win 8.1 laptop

Hello frends. Aaj mai aapko apke win 8.1 Laptop or PC ko fast karne ki kuch typs batane wala hu. jisse app computer within 2 minute fast kam karega.


1.  Prefetch files ko clean karke -  Press  Win + R  ,Than isme likhe  prefetch  , fir continue  par ok karna hai , fir prefetch files aa jati hai iske baad Ctrl +A se select karke delete karna hai.


Short;-  Win+R , type prefetch, Ctrl+ A, Ctrl + D

2.  Temp and %temp files ko Delete Karke - :   Press Win+ R,  Likhe  Temp ,  %temp% ke  liye likhe %temp% Ctrl + A karke  delete kar dijye.  

Wednesday, May 10, 2017

Web Address Parts

Hello friend , Ajj mai aapka fir se welcome karta hu apke  hi apne blog techonologykiduniya Par . Ajj mai apko web address ke part ke bare me batane wala hu.

Web Address  ka to har kisi ne dekha hoga  ise   URL (Uniform Resource Locator) bhi khetae hai.  For example : 


https://www.google.co.in  , https://www.blogger.com/

isme mainly 6 parts hotae hai.




  1. htttps:// :-  Protocol
  2. www :-    Sub domain
  3. google :-  Domain name
  4. .com/.gov/.org. .in or us :- Top Level Domain ( .com - commercial , .gov- Government                                                                                 Site                                                                                                                                         ke liye , .org- organization ke                                                                                             liye, .in or us -  country kr liye    )
  5.  /image :- Directory web server ke computer me
  6. .html  or full path :-  File name and Extension 

Popular Website

Hello,   Dosto aaj mai aapko batane wala hu world ki most popular sites ke bare me. Internet par over 1 billion websites hai. But unme se sabse jyada popular 20  websites ye hai...


    website                        Alexa Ranking (3 april 2017) 

google.com
youtube.com
facebook.com
baidu.com
wikipedia.org
yahoo.com
reddit.com
google.co.in
qq.com
taobao.com
amazon.com
tmall.com
twitter.com
google.co.jp
sohu.com
live.com
vk.com
instagram.com
sina.com.cn
360.cn
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
  

Steps to achive anything

Namaskar dosto Aaj mai aapko apni life kuch bhi achive karnae ke liye basic steps batane wala hu. Jinka use karke aap bhi apni life me k...